ب

Khawab Nama Khwab Main Baans Dekhna

Khawab Nama Khwab Main Baans Dekhna

Khawab Nama Khwab Main Baans Dekhna

khwab men baans dekhna razeel insaan aor uski buri adaat hen
2 agar kisi ne dekha k usk hath men baans he aor usne us par sahara lagaya hua he to ishara he uski ummar thori reh gai he aor wo faqeer ho jaye ga aor faqar ki halat men hi mar jae ga khawab men baans ki dalallat be wafa aadmi par he
3 khwab men iraani baans dekhna tashbiyah muhaakmaat aor ammal men riyakaari( dikhawa) par dalallat karta he kabhi iski tabeer saza aor takleef se hasil shuda khasees maal par hoti he baans samaan aor iraani tohfe par dalallat karta he iraani baans ya us se bani hui chiz dekhna gham k door hone aor khushaali ki daleel he kabhi iski tabeer israaf k zahir hone ghair shareefon aor jhuti baat ki taraf maail hone aor dikhawy k kaam par bhi hoti he


4 khwab men baans ka sona chandi ya zamard ki shakh ya laathi ban jana jannat men le jaane waly amaal aor jannat k bala khwano men dakhil aor usk gumbadon k tahet nashist k sath sath dunyavi rahat ki bhi daleel he aor baans ki dalallat munafiq qaom par bhi hoti he


5 ganne ko khwab men dekhna mushaqqat se hasil kiye gae rizq ki alamat he kabhi iski tabeer bazara men shor o shughuz aor aesi jaghon par hoti hen jahan riyaa kaari ho kabhi iski tabeer shareef un nasb hone aor ilm e tauheed par hoti he jo tamam bhalai ki bunyaad he ya aesi aorton par dalallat karti he jo paak daman hon ya aese mardon par dalallat karti he jo hukm e shariyaa k mukammal paband hon nez ye khwab badshah ki khidmat par bhi dalallat karte hen
6 ghair munasib jagah par baans bona us jaga ki tabahi aor us jagah k naam o nishan k mit jane ki daleel he si k ahl e khana ki halat par bhi dalallat karti he kabhi kabhi iska phaila hua dekhna qaid se rehai paane qaidon ki zangeeron k khulne mareez ki sehatyabi aor murdon k kafan churane par dalallat karta he


7 agar kisi ne dekha k wo ganna chus raha he to aese ammar ki taraf phirre ga k us men kalaam ziyada hoga aor wo us men mutraddid( rijected) hoga

Khawab Nama Khwab Main Baans Dekhnabaans2-2

Khawab Nama Khwab Main Baans Dekhna

(1)khwab main baans dekhna razeel enssan or es ki buri

baat pr dellalat krta hey (2)ager kissi ne dekha ke es ke

hath main baans hey or es ne us pr sahara lagaya howa hey

to isharah hey ke es ki umar thorhi rah gihey or wo

faqeer ho jayega .or fuqer ki halat hi main mar jayega.

khwab main baans ki dellalat bewafa aadmi pr hoti hey .

(3)khwab main erani baans dekhna tushbiya or mhakmaat or amml

main riyakari pr dellalat krta hey kabhi us ki dalleelat

suza o tukleef se hassil shuda khssas maal pr hoti hey.

baans samaan or erani tuofha pr dalleelat krta hey.erani

Khawab Nama Khwab Main Baans Dekhna

baans ya es se banai hoi chizon ka dekhna gum ke door

hone or khush hali ki dalleel hey or kabhi es ki dalleelat asraf

ke zahir hone ,ghir shareefon or jhoti baat ki turaf mayal hone

or dikhlawe ke kaam krne pr hoti hey (4)khwab main

baans ka sone ya chandi ya zamard ki shakh ya lathi ban

jana jannat main le jane wale aamal ,or jannat ke khwanon

main dakhle or es ke ganbadon ke tahet nashest ke saath

saath dunyavi rahat ki bhi allamat hey or baans ki

dalleelat munafiq kom pr bhi hoti hey .
(5) gane ko khwab main dekhna mushqat se hassil kiye howe rizk

se tabeer krte hain kabhi es ki dalleelat bazaar main

shor o shagb or assi jaghon pr hoti hey jahan riyakari ho .

kabhi es ki dalleelat shareef ul nussb hone or ellm toheed pr

hoti hey jo tamaam bhalai ki bunyad hey ya assi urraton pr

es ki dalleelat hoti hey jo paak damn hon ya assye marrdon pr

dalleelat krta hey jo ahkaam shurya ke mukamal paband hon

nez ye khwab badshah ki khidmat pr bhi dalleelat krta hey

(6) ghir munasib jagha pr baans bona es jaghaki tabahi or es ke

nishanaat tuk mit jane pr dalleelat krta hey ,or es ke ahil khana

ki halat ki agahi pr bhi dalleelat krta hey or kabhi kabhi es ko

phela howa dekhna qeyd se khulasi pr, qeydion ki zanjeeron

ke khulne pr ,mareez ki sahat yabipr or mardon ke kffan churane pr dalleelat krta hey .(7)ager kissi ne dekha ke wo guna chuss raha hey to wo asse aamr ki turaf phrega ke es main kalam zyada hoga or wo es main mutard hoga

اچھا خواب نعمتِ خدا وندی

حضورﷺ نے ارشاد فرمایا ” بشارتوں کے سوا کوئی چیز باقی نہیں رہی ۔ صحابہ نے عرض کیا ےیا رسولاللہ بشارتوں سے کیا مراد ہے آپ نے فرمایا سچا خواب ۔(صحیح بخاری عن ابی ھریرہ) بخاری ومسلم کی متفق علیہ حدیث ہے آنحضرت ﷺ نے ارشاد فرمایا کہ سچا خواب نبوت کا چھیاسواں حصہ ہے ۔

اس حدیث شریف معلوم ہوا کہ سچا خواب رویائے صالحہ علوم نبوت کا ایک جزو ہے اور علم نبوت باقی ہے گو انبیاءکرام کی آمد کا سلسلہ موقوف ہوچکا دوسرے لفظوں میں سچا خواب علوم نبوی کا عکس ہے۔

خواب کی اقسام

امام محمد بن سیرین ارشاد فرماتے ہیں کہ خواب تین قسم کے ہوتے ہیں ۔

1- مبشرات خداوندی –

2- تخویفِ شیطان) شیطان کے زیرِ اثر ) –

3- حدیثِ نفس یعنی ذہنی اور دماغی خیلات کا عکس –

اس تقسیم سے ظاہر ہوتا ہے کہ خواب کے تمام اقسام صحیح قابلِ تعبیر اوردر خوراعتناء نہیں ہوتے تعبیر اور اعتبار کے لائق وہی خواب ہوتے ہیں جو حق تعالیٰ کی طرف سے بشارت اور اعلام پر مبنی ہوں۔

علم تعبیر کے چھ مشہور امام
-علم تعبیر میں درج ذیل چھ آئمہ کرام کے اقوال کے بطور سند پیش کیا جاتا ہے
حضرت دانیال علیہ اسلام
حضرت امام جعفر صادق رضی اللہ تعالیٰ علیہ
حضرت امام محمد بن سرین رحمتہ اللہ علیہ
حضرت امام جابر مغربی رضی اللہ تعالیٰ علیہ
حضرت امام ابراہیم کرمانی علیہ رحمتہ اللہ علیہ
حضرت امام اسمعیل بن شوکت رحمتہ اللہ علیہ
تعبیر بیان کرنے کیلئے ضروری علوم
۔علم تفسیرعلم ضرب الامثالعلم حدیثاشعار عربعلم اشتقاق (صرف)نوادرعلم الغاتعلم الفاظ متد اَولہچنانچہ ایسے علماء ہے تعبیر بیان کرنے کے اہل ہیں جو ان علوم کے ماہر اور متقی پرہیزگار ہوں ۔

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also
Close
Back to top button