Khawab Nama Khawab Main Baagh Dekhna

Khawab Nama Khawab Main Baagh Dekhna

Khawab Nama Khawab Main Baagh Dekhna

Khawab Nama Khawab Main Baagh Dekhna baagh-dekhna2 baagh1-2 baagh2-2

Khawab Nama Khawab Main Baagh Dekhna

Hazrat daneyaal (R.A) ne phrmaya hey ke khwab main baagh dekhna

urat hey our ager dekhe ke baagh ko pani deta

hey to dalleel hey ke apni urrat se jammaa kre

ga our ager dekhe ke baagh ko pani deta hey

our tarr nahin howa hey to dalleel hey ke uss ki urrat

taalib jammaa hey .our ager koi shaks khwab main

dekhe ke baagh main gull o reehan bota hey to

dalleel hey ke phrzand saallah payda hoga our ager

dekhe ke shftabuon yani arhohon ke baagh main

pher raha hey to dalleel hey ke uss ke larhka payda

hoga.jo jaldi illm o adub sikhe ga our ager

dekhe ke baagh main reehan ka dussta hey

our utha kr uss ko suongha hey to dalleel hey

ke uss ka larhka dalaer,dana our akkal mand hoga

our buye reehan phrzand ki dalleel heour ager

koi shaks apne baagh ko sabz our abad our pani

jari wala our mahil wala dekhe our uss main se mewey

khaye our uss ke pass bhi hain our apni urrat ke saath

nazarhakr raha hey to dalleel hey ke wo ahle bahsht se hain.
our ager koi shaks dekhe ke baagh sarsubz o abad

Khawab Nama Khawab Main Baagh Dekhna

main hey our darakhton ke mawey khata hey to

dalleel hey ke malldar urrat mille gi our uss se mall o namat paye ga .
our ager dekhe ke musam khzan main na malum

baagh main gaya our darakhton ke mawey ki put

jhrhi ho rahi hey to dalleel hey ke uss ko gumm o andwa hoga .
our ager dekhe ke baagh main mahil our subza

our abo rwan hey our urrat sahib jammal uss ko

bulati hey to dalleel hey ke akhrat main bahsht

our hoor al aien paye ga our dalleel hey ke shahadat ka darja hassil kre ga.
our ager dekhe ke uss ka baagh hey ye uss ko

kissi ne diya hey our uss baagh ke mawey khata hey to dalleel hey ke usse malldar urrat mile gi our uss ka mall khaye ga ,our ager dekhe ke baagh main hey our buland darakhton ke mawey uss pr girte hain to dalleel hey ke shreef admi se larhe ga our uss pr ghalib aye ga our

dekhe ke baagh main kissi darakht ki chuti pr suya howa hey to dalleel hey ke uss ki nussal our phrzand bahot hon gae .

Khawab Nama Khawab Main Baagh Dekhna

Hazrat ibraim karmani rahmat allah talah alie ne phrmaya hey ke khwab main baagh bazr gawar bamaal o bajamal mard hey .ager dekhe ke wakt bahar ya grma main ak umda baagh laggaya hey our uss main mawey lage howay hain our gull o ryaheen khelle howe hain our pani

jari hey our wo uss main batha howa hey to dalleel hey ke uss ki mot shahadat pr hogi kuonke ye sub bahsht ki sifaat hain .
our ager ayam grma main baagh na malum dakhe our uss ke mawey sharan hon our darakhton ke patte ghirte howae hon to dalleel hey ke wo badshah ka massaihab hoga

.es haal main ke badshah apne khdum o heshm se bichrha howa hoga .
our ager subz baagh ko tabisstan main sursubz our mawon se pr our uss msin pani jari dekhe our uss ne baagh ko jarh se ukharh kr khrab ke deya hey to dalleel hey ke uss

mullk ke badshah ko hallakat ka khof hoga our koi brha badshah hamlla kre ga our ya wo mazol hoga .
our ager dekhe ke aag ai our uss ne baagh ke darakhton ko

jala deya hey to dalleel hey ke badshah ko nagahani mot aiy gi ,our ager khwab main baagh ke andar uonthon ko dekhe to dalleel hey

ke uss mullk ka badshah dushmanon pr fatta paye ga .
our ager dakhe ke baagh se mawey jamma kr ke gahr ko le gaya hey to dalleel hey ke issi kudar kair o manfat hassil hogi ,our ager dakhe ke is main se sub kuch jamma kr raha hey to dalleel hey ke badshah se sakhti our ranj ke saath nafha hassil kre ga.

اچھا خواب نعمتِ خدا وندی

حضورﷺ نے ارشاد فرمایا ” بشارتوں کے سوا کوئی چیز باقی نہیں رہی ۔ صحابہ نے عرض کیا ےیا رسولاللہ بشارتوں سے کیا مراد ہے آپ نے فرمایا سچا خواب ۔(صحیح بخاری عن ابی ھریرہ) بخاری ومسلم کی متفق علیہ حدیث ہے آنحضرت ﷺ نے ارشاد فرمایا کہ سچا خواب نبوت کا چھیاسواں حصہ ہے ۔

اس حدیث شریف معلوم ہوا کہ سچا خواب رویائے صالحہ علوم نبوت کا ایک جزو ہے اور علم نبوت باقی ہے گو انبیاءکرام کی آمد کا سلسلہ موقوف ہوچکا دوسرے لفظوں میں سچا خواب علوم نبوی کا عکس ہے۔

خواب کی اقسام

امام محمد بن سیرین ارشاد فرماتے ہیں کہ خواب تین قسم کے ہوتے ہیں ۔

1- مبشرات خداوندی –

2- تخویفِ شیطان) شیطان کے زیرِ اثر ) –

3- حدیثِ نفس یعنی ذہنی اور دماغی خیلات کا عکس –

اس تقسیم سے ظاہر ہوتا ہے کہ خواب کے تمام اقسام صحیح قابلِ تعبیر اوردر خوراعتناء نہیں ہوتے تعبیر اور اعتبار کے لائق وہی خواب ہوتے ہیں جو حق تعالیٰ کی طرف سے بشارت اور اعلام پر مبنی ہوں۔

علم تعبیر کے چھ مشہور امام
-علم تعبیر میں درج ذیل چھ آئمہ کرام کے اقوال کے بطور سند پیش کیا جاتا ہے
حضرت دانیال علیہ اسلام
حضرت امام جعفر صادق رضی اللہ تعالیٰ علیہ
حضرت امام محمد بن سرین رحمتہ اللہ علیہ
حضرت امام جابر مغربی رضی اللہ تعالیٰ علیہ
حضرت امام ابراہیم کرمانی علیہ رحمتہ اللہ علیہ
حضرت امام اسمعیل بن شوکت رحمتہ اللہ علیہ
تعبیر بیان کرنے کیلئے ضروری علوم
۔علم تفسیرعلم ضرب الامثالعلم حدیثاشعار عربعلم اشتقاق (صرف)نوادرعلم الغاتعلم الفاظ متد اَولہچنانچہ ایسے علماء ہے تعبیر بیان کرنے کے اہل ہیں جو ان علوم کے ماہر اور متقی پرہیزگار ہوں ۔

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button