Khawab Nama Khwab Main Baagh Dekhna
Khawab Nama Khwab Main Baagh Dekhna
Khawab Nama Khwab Main Baagh Dekhna
Khawab Nama Khwab Main Baagh Dekhna
Khawab Nama Khwab Main Baagh DekhnaHazrat
daneyaal (R.A) ne phrmaya hey ke khwab main
baagdekhna urat hey our ager dekhe ke
baagh ko pani deta hey
to dalleel hey ke apni urrat se jammaa kre ga
our ager dekhe ke baagh ko pani
deta hey our tarr nahin
howa hey to dalleel hey ke uss ki
urrat taalib jammaa hey
.our ager koi shaks khwab main dekhe ke baagh
main gull o reehan bota hey to
dalleel hey ke phrzand
saallah payda hoga our ager dekhe ke shftabuon yani arhohon
ke baagh main pher raha hey to dalleel hey ke
uss ke larhka payda hoga.jo jaldi illm
o adub sikhe ga our ager
Khawab Nama Khwab Main Baagh Dekhna
dekhe ke baagh main reehan k
dussta hey our utha kr uss ko
suongha hey to dalleel hey ke uss ka larhka dalaer,dana our
akkal mand hoga our buye
reehan phrzand ki dalleel hey.
our ager koi shaks apne baagh ko
sabz our abad our pani jari
wala our mahil wala dekhe our uss main se mewey khaye
our uss ke pass bhi hain our apni
urrat ke saath nazarhakr
raha hey to dalleel hey ke wo ahle bahsht se hain.
our ager koi shaks dekhe ke baagh
sarsubz o abad main hey
our darakhton ke mawey khata hey to dalleel hey ke malldar
urrat mille gi our uss
se mall o namat paye ga .
our ager dekhe ke musam khzan
main na malum baagh main
gaya our darakhton ke mawey ki put jhrhi ho rahi hey
to dalleel hey ke uss ko gumm o andwa hoga .
our ager dekhe ke baagh main mahil our subza our abo
rwan hey our urrat sahib jammal uss ko bulati hey to dalleel
hey ke akhrat main bahsht our hoor al aien paye ga
our dalleel hey ke shahadat ka darja hassil kre ga.
Khawab Nama Khwab Main Baagh Dekhna
our ager dekhe ke uss ka baagh hey ye uss ko kissi ne diya hey our uss baagh ke mawey khata hey to dalleel hey ke usse malldar urrat mile gi our uss ka mall khaye ga ,our ager dekhe ke baagh main hey our buland darakhton ke mawey uss pr girte hain to dalleel hey ke
shreef admi se larhe ga our uss pr ghalib aye ga our dekhe ke baagh main kissi darakht ki chuti pr suya howa hey to dalleel hey ke uss ki nussal our phrzand bahot hon gae .
Hazrat ibraim karmani rahmat allah talah alie ne phrmaya
hey ke khwab main baagh bazr gawar bamaal o bajamal mard hey .ager dekhe ke wakt bahar ya grma main ak umda baagh laggaya hey our uss main mawey lage howay hain our gull o ryaheen khelle howe hain our pani jari hey our wo uss main batha howa hey to dalleel hey ke uss
ki mot shahadat pr hogi kuonke ye sub bahsht ki sifaat hain .
Khawab Nama Khwab Main Baagh Dekhna
our ager ayam grma main baagh na malum dakhe our uss ke mawey sharan hon our darakhton ke patte ghirte howae hon to dalleel hey ke wo badshah ka massaihab
hoga .es haal main ke badshah apne khdum o heshm se bichrha howa hoga .
our ager subz baagh ko tabisstan main sursubz our
mawon se pr our uss msin pani jari dekhe our uss ne baagh ko jarh se ukharh kr khrab ke deya hey to dalleel hey ke uss mullk ke badshah ko hallakat ka khof hoga
our koi brha badshah hamlla kre ga our ya wo mazol hoga .
our ager dekhe ke aag ai our uss ne baagh ke darakhton ko jala deya hey to dalleel hey ke badshah ko nagahani mot aiy gi ,our ager khwab main baagh ke andar
uonthon ko dekhe to dalleel hey ke uss mullk ka badshah dushmanon pr fatta paye ga .
our ager dakhe ke baagh se mawey jamma kr ke gahr ko le gaya hey to dalleel hey ke issi kudar kair o manfat hassil hogi ,our ager dakhe ke is main se sub kuch
jamma kr raha hey to dalleel hey ke badshah se sakhti our ranj ke saath nafha hassil kre ga.
اچھا خواب نعمتِ خدا وندی
حضورﷺ نے ارشاد فرمایا ” بشارتوں کے سوا کوئی چیز باقی نہیں رہی ۔ صحابہ نے عرض کیا ےیا رسولاللہ بشارتوں سے کیا مراد ہے آپ نے فرمایا سچا خواب ۔(صحیح بخاری عن ابی ھریرہ) بخاری ومسلم کی متفق علیہ حدیث ہے آنحضرت ﷺ نے ارشاد فرمایا کہ سچا خواب نبوت کا چھیاسواں حصہ ہے ۔
اس حدیث شریف معلوم ہوا کہ سچا خواب رویائے صالحہ علوم نبوت کا ایک جزو ہے اور علم نبوت باقی ہے گو انبیاءکرام کی آمد کا سلسلہ موقوف ہوچکا دوسرے لفظوں میں سچا خواب علوم نبوی کا عکس ہے۔
خواب کی اقسام
امام محمد بن سیرین ارشاد فرماتے ہیں کہ خواب تین قسم کے ہوتے ہیں ۔
1- مبشرات خداوندی –
2- تخویفِ شیطان) شیطان کے زیرِ اثر ) –
3- حدیثِ نفس یعنی ذہنی اور دماغی خیلات کا عکس –
اس تقسیم سے ظاہر ہوتا ہے کہ خواب کے تمام اقسام صحیح قابلِ تعبیر اوردر خوراعتناء نہیں ہوتے تعبیر اور اعتبار کے لائق وہی خواب ہوتے ہیں جو حق تعالیٰ کی طرف سے بشارت اور اعلام پر مبنی ہوں۔
علم تعبیر کے چھ مشہور امام |
-علم تعبیر میں درج ذیل چھ آئمہ کرام کے اقوال کے بطور سند پیش کیا جاتا ہے 1 حضرت دانیال علیہ اسلام 2 حضرت امام جعفر صادق رضی اللہ تعالیٰ علیہ 3 حضرت امام محمد بن سرین رحمتہ اللہ علیہ 4 حضرت امام جابر مغربی رضی اللہ تعالیٰ علیہ 5 حضرت امام ابراہیم کرمانی علیہ رحمتہ اللہ علیہ 6 حضرت امام اسمعیل بن شوکت رحمتہ اللہ علیہ |
تعبیر بیان کرنے کیلئے ضروری علوم |
۔علم تفسیرعلم ضرب الامثالعلم حدیثاشعار عربعلم اشتقاق (صرف)نوادرعلم الغاتعلم الفاظ متد اَولہچنانچہ ایسے علماء ہے تعبیر بیان کرنے کے اہل ہیں جو ان علوم کے ماہر اور متقی پرہیزگار ہوں ۔ |