khwab ki tabeer khwab main badaam dekhna

khwab ki tabeer khwab main badaam dekhna

khwab ki tabeer khwab main badaam dekhna

khwab ki tabeer khwab main badaam dekhna baadaam-full1

khwab ki tabeer khwab main badaam dekhna

1 badaam ki tabeer bemaariyoun k khatam hone ,ohdey k khatam hone ,hakumat k khatam hone par hoti he kabhi iski tabeer kafan men lipti death body par hoti he kabhi qabbar me rakhi death body par hoti he agar badaam sabz green ho to ye tabeer nhe hogi
2 badaamo k maosam me badaam dekhna achey, good things ki umeed he
3 meetha badaam jis qadar honge usi qaddar halaal maal milne ki daleel he
4 agar kisi ne dekha k wo badaam kha raha he to daleel he bina mushakkat k usko maal mile ga
5 darakhat se badaam chunna ek sakht bakheel qisim k aadmi ki taraf se maal milne ki umeed he
6 darakht e badaam ki tabeer aese shakhs par hoti hejo apne ghar k liye sakhhi ghairon k lie bakheel yani kanjus hai
7 kabhi meethe badaam ki tabeer emaan ki mithaas par bhi hoti he
8 karwa badaam haq sach baat par dalallat karta he
9 kabhi badaam khana sehat k sath maal milne ki tabeer he
10 kabhi badaam ki tabeer safar karne waly insaan par bhi hoti he
11 agar khwab dekhe k usk uppar badaam k chilke daaly ja rahe hen to tabeer he usko new suits yani new jory milen ge baaz tabeer biyaan karne waly kehte hen khushk badaam ki tabeer takleef or fasaad par hoti he aor iski tabeer gham par bhi hoti he badaam k patte yani pettals khana kisi ameer aadmi se paak aor halaal maal milne ki good news he

hazrat ibne sirin rahmatullah alehe ne farmaya he k khwab men badaam dekhna naimat or rozi he,lekin jhagre se hasil hogi_agr khwab men badaam paya he to daleel he k usi qadar naimat or rozi mehenat se mile gi_
hazrat karmani rahmatullah aleh ne farmaya he_ agar koi shakhs dekhe k badaam post(oopri chhilka) samait us k pas he ya kisi ne us ko diya he to daleel he k bakheel (bahut kanjoos) aadmi se koi cheez sakhti k sath paye ga or agar dekhe k maghaz badaam (chhilke k baghair badaam) se talakh (karwa) roghan (tail,oil) nikala he to daleel he k us ko kisi kanjoos aadmi se roghan k andaze k mutabiq faayeda punhche ga _


hazrat jabir maghribi rahmatullah aleh ne farmaya he k khwab men baadam ka dekhna maal or naimat he lekin agar badaam ko post (oopri chhilka) k sath dekhe to daleel he k maal sakhti or ranj k sath mile ga or agar baadam ko baghair post k dekhe to daleel he k maal o zar aasani k sath mile ga
hazrat jafir saadiq rahmatullah alehe ne farmaya khwab men baadam ka dekhna 2 waja par hw , 1 posheeda maal hasil hoga 2 beemari se shifa paye ga _

اچھا خواب نعمتِ خدا وندی

حضورﷺ نے ارشاد فرمایا ” بشارتوں کے سوا کوئی چیز باقی نہیں رہی ۔ صحابہ نے عرض کیا ےیا رسولاللہ بشارتوں سے کیا مراد ہے آپ نے فرمایا سچا خواب ۔(صحیح بخاری عن ابی ھریرہ) بخاری ومسلم کی متفق علیہ حدیث ہے آنحضرت ﷺ نے ارشاد فرمایا کہ سچا خواب نبوت کا چھیاسواں حصہ ہے ۔

اس حدیث شریف معلوم ہوا کہ سچا خواب رویائے صالحہ علوم نبوت کا ایک جزو ہے اور علم نبوت باقی ہے گو انبیاءکرام کی آمد کا سلسلہ موقوف ہوچکا دوسرے لفظوں میں سچا خواب علوم نبوی کا عکس ہے۔

خواب کی اقسام

امام محمد بن سیرین ارشاد فرماتے ہیں کہ خواب تین قسم کے ہوتے ہیں ۔

1- مبشرات خداوندی –

2- تخویفِ شیطان) شیطان کے زیرِ اثر ) –

3- حدیثِ نفس یعنی ذہنی اور دماغی خیلات کا عکس –

اس تقسیم سے ظاہر ہوتا ہے کہ خواب کے تمام اقسام صحیح قابلِ تعبیر اوردر خوراعتناء نہیں ہوتے تعبیر اور اعتبار کے لائق وہی خواب ہوتے ہیں جو حق تعالیٰ کی طرف سے بشارت اور اعلام پر مبنی ہوں۔

علم تعبیر کے چھ مشہور امام
-علم تعبیر میں درج ذیل چھ آئمہ کرام کے اقوال کے بطور سند پیش کیا جاتا ہے
حضرت دانیال علیہ اسلام
حضرت امام جعفر صادق رضی اللہ تعالیٰ علیہ
حضرت امام محمد بن سرین رحمتہ اللہ علیہ
حضرت امام جابر مغربی رضی اللہ تعالیٰ علیہ
حضرت امام ابراہیم کرمانی علیہ رحمتہ اللہ علیہ
حضرت امام اسمعیل بن شوکت رحمتہ اللہ علیہ
تعبیر بیان کرنے کیلئے ضروری علوم
۔علم تفسیرعلم ضرب الامثالعلم حدیثاشعار عربعلم اشتقاق (صرف)نوادرعلم الغاتعلم الفاظ متد اَولہچنانچہ ایسے علماء ہے تعبیر بیان کرنے کے اہل ہیں جو ان علوم کے ماہر اور متقی پرہیزگار ہوں ۔

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button