khwab nama khwab main bachha dekhna
khwab nama khwab main bachha dekhna
khwab nama khwab main bachha dekhna
khwab nama khwab main bachha dekhna
Hazrat daniyaal alie aslam ne prmaya hey ke khwab
main bachpan gum o andwa hey or ager dekhe ke bachha
ban gaya hey or malam ke agge kittab prh rahe hey dalleel hey
ke gum o andwa main gireftar hoga .kiyonke bachha fassad
se sallha ko chahta hey or ahile tabeer ne biyan kiya hey
ke ager apne ap ko bachha dekhe dalleel
hey ke us ka kaam zaieef hoga .
Hazrat ibne sereen rahmat allah alie ne prmaya hey ke khobsurat
larhka taweel main farishta hey or budsurat larhka munfaht hey
or ager mard dekhe ke wo sher khwar hoga dalleel hey ke
khwab nama khwab main bachha dekhna
maqzood se roke ga or ager mard dekhe ke kissi bachha ko
doodh deta hey .dalleel hey ke jannne ke waqt sllamat rahega .
bachha
(1)khwab main chota bachha uthana gum or hzan ki allamat
hey (2) mahsre main aye howe or sakhi main mubtala logon
keliye khwab main kareeb ul bloogh bachhe ko uthana us
takleef se nikalne ki besharat hey (3) issi turha mahsoor ya
shidat main mubtala logon main se kissi ne khwab main kissi
khobsurat bachhe ko shair main dakhil hota howa ya asma
khwab nama khwab main bachha dekhna
se utrta howa ya zameen se nikalta dekha to dalleel hey
ke khoshkhbri kreeb tar hey or es ellaqe ke logon liye khoshhali
hey or balagh bachha izat o kowat kidalleel hey .(4)kissi ne
khwab dekha ke wo bachha hey or muktub main beth kr
quraan ki taleem hassil kr raha hey .to dalleel hey jis
gonah main wo mubtala hey es se taiyb hoga. (5) ager
kissi ne baadshah ya hakim ne dekha ke wo maktub main
illem hassil kr raha hey . to tabeer hey ke us ka illem mahw
hoga ya dalleel hey wo izat se zillat ki turaf ayega .(6) khwab
main kissi ne khud ko be resh larhka dekhe to wo apni mannh ki
khwab nama khwab main bachha dekhna
meraas ka malik hoga (7)kissi nadaar ne khwab dekhe ke wo
bachha hey es ki mannh ne es ko abhi jannna hey to es ko
rizq naseeb hoga or wo ghni or maalddar hoga (8) nojawan
ka khud ko khwab main bachha dekhe tabeer ke lihaaz se
acha nahin hey (9) bimar ka khwab main khud ko bachha dekhna
es ke marne ki turaf esharah hey (10)kissi se muqdmah
larhne wala khud ko sabii paye to yeh eske maglob hone ki
dalleel hey (11) kissi ne asse shaks ne khwab dekha jis ki
bivi hammlah hey ke wo shishe main apne chehre ko bachhe
ke chehre ki turah dekh rahahey to es ki bivi ullad
nrina jannne gi jo sahib khwab ka hamshakal hoga (12)bachha
khwab nama khwab main bachha dekhna
ki tabeer ase kamzor dushman se bhi ki jati hey jo izhaar
dosti krta ho maghr bad main eski dushmani zahir ho (13)khwab
main dekha ke eske hath bahot sare bachhe payda howe
to dalleel gum o hzan hey maghr payda hone wale bachhe
mazkr hon to anjam kaar darost hoga or ager muines
hon to anjam bura hoga (14) kissi shaks ne khwab dekhake
wo doodh pita bachha ban gaya to tabeer hey ke es ke ander
jahalat sarayat kre gi jis ki waja se eski marwat khatam ho
jaye gi or ager kissi sakt gum main mubtala hey ya kissi
tangi main hey to es se nikal jayega or khushhal ho jayega o
r apne gonahon se assa paak hoga jesa ke paydaish ke waqt
thah (15) chote chote bachhon ki dallalat chote chore gumon pr
hoti hey (16) khwab main apne god main bache ko chenjta
dekhna lakrhi se mare jane ki dalleel hey kabhi chote
bachon ko khwab main dekhna jurm krne ki turaf bhi eshara
hota hey bafrman illahi (turjamh) mahjarmeen ko allah talah ki
turaf se zillat o azaab phonche ga or khbi bachon ki rawet ,
zenat or khushi ki allamat hoti hey (17) khwab main apne
chote bachon ko dekhna khabi fitne ki turaf eshara hota hey
or kabhi adna aysh ya ajza ki bana pr kolft ko chorh pr bhi dallalat krte hain
اچھا خواب نعمتِ خدا وندی
حضورﷺ نے ارشاد فرمایا ” بشارتوں کے سوا کوئی چیز باقی نہیں رہی ۔ صحابہ نے عرض کیا ےیا رسولاللہ بشارتوں سے کیا مراد ہے آپ نے فرمایا سچا خواب ۔(صحیح بخاری عن ابی ھریرہ) بخاری ومسلم کی متفق علیہ حدیث ہے آنحضرت ﷺ نے ارشاد فرمایا کہ سچا خواب نبوت کا چھیاسواں حصہ ہے ۔
اس حدیث شریف معلوم ہوا کہ سچا خواب رویائے صالحہ علوم نبوت کا ایک جزو ہے اور علم نبوت باقی ہے گو انبیاءکرام کی آمد کا سلسلہ موقوف ہوچکا دوسرے لفظوں میں سچا خواب علوم نبوی کا عکس ہے۔
خواب کی اقسام
امام محمد بن سیرین ارشاد فرماتے ہیں کہ خواب تین قسم کے ہوتے ہیں ۔
1- مبشرات خداوندی –
2- تخویفِ شیطان) شیطان کے زیرِ اثر ) –
3- حدیثِ نفس یعنی ذہنی اور دماغی خیلات کا عکس –
اس تقسیم سے ظاہر ہوتا ہے کہ خواب کے تمام اقسام صحیح قابلِ تعبیر اوردر خوراعتناء نہیں ہوتے تعبیر اور اعتبار کے لائق وہی خواب ہوتے ہیں جو حق تعالیٰ کی طرف سے بشارت اور اعلام پر مبنی ہوں۔
علم تعبیر کے چھ مشہور امام |
-علم تعبیر میں درج ذیل چھ آئمہ کرام کے اقوال کے بطور سند پیش کیا جاتا ہے 1 حضرت دانیال علیہ اسلام 2 حضرت امام جعفر صادق رضی اللہ تعالیٰ علیہ 3 حضرت امام محمد بن سرین رحمتہ اللہ علیہ 4 حضرت امام جابر مغربی رضی اللہ تعالیٰ علیہ 5 حضرت امام ابراہیم کرمانی علیہ رحمتہ اللہ علیہ 6 حضرت امام اسمعیل بن شوکت رحمتہ اللہ علیہ |
تعبیر بیان کرنے کیلئے ضروری علوم |
۔علم تفسیرعلم ضرب الامثالعلم حدیثاشعار عربعلم اشتقاق (صرف)نوادرعلم الغاتعلم الفاظ متد اَولہچنانچہ ایسے علماء ہے تعبیر بیان کرنے کے اہل ہیں جو ان علوم کے ماہر اور متقی پرہیزگار ہوں ۔ |